Tuesday, May 22, 2012

mix poems

Milne ko humse who betab rahte hai,
Is milan k dard ko akele hi sahte hai,
Aksar chhet par khade hokar who mera intzar karte hai,
Na jaane kyo who humse itna pyar karte hai,
Milna tho hum bhi chahate hai unse,
Par kuch soch k rook jate hai,
Karte hai hum unse kitna pyar,
Who kyo nahi samaj pate hai,
Fiker na kar dost jaldi auga,
Tujhe us ghar se chura le jauga.........

2.
ho gayi hai pari parvatsi paghlano chahiye,
is himalaya sre koi ganga nikalni chahiye,
aaj ye diwar pardo ki tarah chalne lagi,
shart lkin yeh thi ye buniyaad hilani chahiye,
ha shahar har gali mein,har nagar har gaon mein,
hath laharakar har lash chalni chahiye,
sirf hangama khada karna hamara maksadh nahi,
sari koshish hai ki ye surat badlani chahiye,
mere seene mein nahi to tere seene mein sahi,
ho kahi to aag lekin aag jalni chahiye

3.A
Aitbaar


B
Bharosa



C
Chahat



D
Dosti



E
Enayat



F
Faisla



G
Gham



H
Hamdam



I
Intezaar



J
Justuju



K
Khayal



L
Lamhye



M
Mohabat



N
Narazgi



O
Omeed



P
Piyar



Q
qismat



R
rishtye



S
samjhota



T
tamanna



U
udasiyan



V
virasat



W
wada



X
xcuse



Y
Yaden



Z
Zindagi


Zindagi in hi namon ka 1 naam hai
Yehi hai zindagi

No comments:

Post a Comment